Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics - Padosan / मेरे सामने वाली खिड़की में
MERE SAMNE WALI KHIDKI MEIN LYRICS
• Mere Samne Wali Khidki Mein Information
“Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics” are from Bollywood movie “Padosan”. This Bollywood's musical comedy film was released on 29 November 1968. “Lyrics Of Mere Samne Wali Khidki Mein” written by Lyricist Rajendra Krishan. The song composed by music composer R.D. Burman. The music label by Rajshri (music company). Soundtracks of the movie “Padosan” was released in 1968.
The song “Mere Samne Wali Khidki Mein” sung by Bollywood singer Kishore Kumar. Sunil Dutt and Saira Banu were seen in lead characters of the film. The film was directed by Jyoti Swaroop.
MERE SAMNE WALI KHIDKI MEIN LYRICS IN HINDI :
अरे हे.. ला ला ला ला ला ला ला ला
ला ला ला ला ला.. हम्म हे हे
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रेहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रेहता है
अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा-उखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है
जिस रोज़ से देखा है उसको
हम शमां जलाना भूल गये
दिल थाम के ऐसे बैठे हैं
कहीं आना-जाना भूल गये
अब आठ पहर इन आँखों में
वो चंचल मुखड़ा रेहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है
बरसात भी आकर चली गई
बादल भी गरज कर बरस गये
बरसात भी आकर चली गई
बादल भी गरज कर बरस गये
पर उसकी एक झलक को हम
ऐ हुस्न के मालिक तरस गये
कब प्यास बुझेगी आँखों की
दिन-रात ये दुखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है
अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा-उखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है।
• Official Video (You Can Play This)
MERE SAMNE WALI KHIDKI MEIN LYRICS :
Are Hey.. La La La La La La La
La La La La La La Lah..
Hmmm He He
Mere Saamne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
Mere Saamne Waali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
Afsos Ye Hai Ke Vo Hamse
Kuchh Ukhda-Ukhda Rehta Hai
Mere Samne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
Jis Roz Se Dekha Hai Usko
Hum Shamaa Jalaana Bhool Gaye
Dil Thaam Ke Aise Baithe Hain
Kahin Aana Jaana Bhool Gaye
Ab Aath Pahar In Aankhon Mein
Woh Chanchal Mukhda Rehta Hai
Mere Samne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi
Baadal Bhi Garaj Kar Baras Gaye
Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi
Baadal Bhi Garaj Kar Baras Gaye
Par Uski Ek Jhalak Ko Hum
Ae Husn Ke Maalik Taras Gaye
Kab Pyaas Bujhegi Aankhon Ki
Din Raat Ye Dukhda Rehta Hai
Mere Samne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
Afsos Ye Hai Ke Woh Hamse
Kuchh Ukhda-Ukhda Rehta Hai
Mere Saamne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai.
• RELATED SONGS YOU MAY LIKE
• Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics Details
Song/ गीत : Mere Samne Wali Khidki Mein
Movie / फिल्म : Padosan
Lyricist / गीतकार : Rajendra Krishan
Singer / गायक : Kishore Kumar
Composer / संगीतकार : R.D. Burman
Label / लेबल : Rajshri
Cast / कलाकार : Sunil Dutt, Saira Banu, Kishore Kumar and Mehmood
Release Date / रिलीज़ की तारीख : 29 November 1968
Director / निदेशक : Jyoti Swaroop.
• FAQ's About Mere Samne Wali Khidki Mein Song :
1. Mere samne wali khidki mein movie name
Answer : Padosan (1968).
2. Is this Mere samne wali khidki mein female version ?
Answer : No, this is the original song version.
Also check out :- कातिल स्टेटस इन हिंदी
ReplyDeleteGood post कातिल स्टेटस इन हिंदी, Katil status in hindi keep up the good work
ReplyDelete